S.M Zafar Biography in Urdu

S.M Zafar was born in Barma on 6 December 1930. When the Second World War was started, he returned to his village Shakar Garh. S.M Zafar does his matriculation from Shakar Garh High School. S.M Zafar is done his L.L.B from Punjab University. S.M Zafar was Lecturer in Law College from 1956 to 1962. In 1963, S.M Zafar was selected as President Punjab Bar Council. According to S.M Zafar Biography in urdu he was born in Barma on 6 December 1930. When the Second World War was started. In 1979 S.M Zafar became the President of Supreme Bar Court Association. S.M Zafar wrote many books in English and Urdu, their names are Through the crises, Haj a journey in obedience a journey of spiritual discovery, Understanding Statutes and many others. In this page, you will read S M Zafar Profile, S M Zafar Books, S M Zafar Biography In Urdu.

SM Zafar Biography

S.M Zafar Biography in Urdu

S.M Zafar 6 December 1930 ko Rangon (Barma) mein paida hoye. Un ke walid ka naam Syed Muhammad Ashraf tha. Jab Jung e Azeem dom shoro hoi to wo wapis apne gaon waqiya Shakar Garh agaye. S.M Zafar ne matric Shakar Garh High School se pass kiya aur wazifa bhi hasil kiya. 1949 mein Government College Lahore se B.A kiya aur talba union ke general secretary rahe. L.L.B Punjab University se kiya. 1951 mein wakalat se amli zindagi ka agaz kiya. Sabiq muhtasib Justice Sadar Muhammad Iqbal ke junior ki hasiyat se kaam kiya. 1956 se 1962 tak Law College Lahore mein Lecturer rahe. 1963 mein Punjab Bar counsel ke sadar muntakhib hoye.1964 mein Punjab Bar counsel ke member bane. March 1965 mein Sadar Ayoub Khan ki kabina mein qanon aur parlimani amor ke wazir bane aur March 1969 tak is uhede par faiz rahe. Is ke bad Lahore se wakalat ka agaz kiya. 1975 se 1976 tak Lahore High Court Bar Association ke sadar rahe.

1979 mein Muslim league mein shamil ho gaye. Jab Ghulam Mustufa Jatoyi ne National Peoples Party banayi to us mein shamil ho gaye. 1979 mein Supreme Court Bar Association ke sadar bane. 1983 se 1985 tak Pakistan Muslim League ke sectary general rahe. 1991 mein Pakistan Law Commission ke member bane.According to S.M Zafar Biography in urdu he was born in Barma on 6 December 1930. When the Second World War was started. 1996 mein bhi qanon aur parlimani amor ke wazir rahe. 2002 mein Sadar Old Owens Association mutakhib hoye. 2003 mein Wazir e Azam Pakistan Mir Zafar ullallah Khan Jamali hukumat mein SM Zafar Senator ke uhde par faiz hoye. Is ke elawah senior Advocate Supreme Court of Pakistan, Chairman human rights society of Pakistan, speaker majlis Hamdard shorra Lahore, Chairman Kashif foundation aur Chairman Cultural association of Pakistan hain. S.M Zafar ki ahem tasanif mein dictator kon?, Awam parliament Islam, tazkare aur jaize, mery mashor muqadme aur adalat mein siyasat in ke elawa English mein Through the crises, Haj a journey in obedience a journey of spiritual discovery and understanding statues shamil hain.